How To Install And Fix Vlc Media Player Not Opening In Kali Linux | Hindi


Namskar Dosto Mera Naam Prashant Asoliya Hai
Aur Aaj Ke Article Me Mai Aapko Batne Wala Hu
Ki Aap Kaise Kali Linux Me Vlc Media Player Ko Install Kar Sakte Hai
Aur Fir Install Hone Ke Baad Me Vlc Media Player Open Nhi Hota Hai
Hame Ek Warning Dekhne Ko Milati Hai
Fir Us Warning Ya Fir Kahe To Us Error Ko Kaise Fix Karke Vlc Media Player Ko Chalaa Sakte Hai
To Ye Sab Aapko Pta Chalega Es Article Me
To Chaliye Suro Karte Hai

To Sabse Pahle Aapko Apne System Ko Internet Se Connect Kar Lena Hai
Fir Uske Baad Me Aapko Apni Kali Linux Ka Terminal Open Karna Hai
Bahaa Pe Aapko Command Deni Hai
Command: ( apt-get update )
Fir Aapko Enter Karna Hai
Es Command Se Aapki Kali Linux Ki Repository Update Ho Jayegi
Jaisa Ki Aapko Screenshot Me Dikh Rha Hoga


Fir Aapko Vlc Media Player Ko Install Karne Ke Liye  Command Deni Hai
Command: ( apt-get install vlc -y )
Fir Aapko Enter Karna Hai
Fir Aapka Vlc Media Player Install Ho Jayega
Jaisa Ki Aapko Screenshot Me Dikh Rha Hoga



Ab Jab Aap Vlc Media Player Ko Open Karenge To
Aapko Warning Dekhne Ko Milegi
Bo Esliye Kyo Ki Vlc Media Player Kisi Bhi Full Sytem Permission, Non Trusted Wale User Ko Access Nhi Deta Hai Jo Uski Files Ko Modify Kar Sake, Jaise Ki Root User
To Jaisa Ki Aapko Screenshot Me Dikh Rha Hoga


To Ab Mai Aapko Eska Bhi Solution Batata Hu
Ab Aapko Apna Terminal Open Kar Lena Hai Baha Pe Aapko Ek Command Deni Hai
Command: ( sed -i 's/geteuid/getppid/g' /usr/bin/vlc )
Fir Enter Karna Hai
Ab Aapki Vlc Media Player Ki Problem Fix Ho Jayegi
Jaisa Ki Aapko Screenshot Me Dikh Rha Hoga



Ab Aap Chahe To Ese Bina Terminal Ke Graphically Bhi Open Kar Sakte Hai
Jaisa Ki Aapko Screenshot Me Dikh Rha Hoga



To Dosto Agar Aapko Ye Article Pasand Aaya Ho To Aap Mere Youtube Channels Ko Jaroor Subscribe Kijiye
Dhanyavaad

My YouTube Channel Link    Click Here
My Second YouTube Channel Link     Click Here


4 comments:

Powered by Blogger.