How To Create A Virtual Lab For Ethical Hacking Penetration Testing | Hindi


Namaskar Dosto
Mera Naam Prashant Asoliya Hai
To Jaisa Ki Aap Sabhi Logo Ko Pata Hoga Logo Ke Paas Pc To Hota Hai
But Sabhi Logo Ke Paas Apni Khud Ki Website Nahin Hoti Hai
Jisase Unhe Apne Hacking Ki Practice Karne Mein Problem Hoti Hai
Waise Aap Online Websites Ka Bhi Use Kar Sakte Ho Jo Ki Virtual Environment Provide Karati Hain Hacking Ke Liye
But Kisi Din Agar Aapka  Internet Band Ho To Wo Websites Bhi Kisi Kaam Ki Nahin Hai
Kyun Ki Un Website Ko Use Karne Ke Liye Aapko Internet Ki Jarurat Hogi

To Aaj Ke Is Article Mein Main Aapko Batane Wala Hoon
Ki Aap Apne System Par Hi Ek Virtual Hacking Environment Kaise Create Kar Sakte Hain
Jis Par Aap Apne Hacking Ki Practice Kar Paye

To Es Ke Liye Aapke System Ki Kya Requirement Hone Chahiye Bo Main Aapko Pehle Bata Deta Hoon
Minimum 8GB RAM
I3, I5, I7 Processor
Minimum  40 to 60GB Space On System
Agar Aapke System Mein SSD Lagi Hui Hai To Aap Ko Apne Virtual Environment Ki Performance Aur Acchi Dekhne Ko Milegi
Toh Ab Main Aapko Batata Hoon Ki Kin Kin Cheezon Ki Hamein Jarurat Padegi Apni Hacking Ki Lab Banane Ke Liye

(1) Vmware / Virtualbox = Yeah Dono Software Hai Jinke Jariye Aap Virtual Machines Ko Create Kar Sakte Hain
(2) Windows XP
(3) Windows 7
(4) Windows 8
(5) Windows 10 = Windows Microsoft Ke Dwara Develop Kiya Gaya Ek Operating System Hai
(6) Kali Linux = Kali Linux Ek Linux Based Operating System Hai Jisme Hamein Hacking Ke Liye Bahut Sare Tools Milte Hain
Kali Linux Installation Video Click Here
(7) Metasploitable = Metasploitable Bhi Ek LINUX Based Operating System Hai Jis Mein Bahut Sari  Vulnerability Hai

To Sabse Pahle Aapko Vmware Ya Virtualbox Ko Apne PC Par Install Kar Lena Hai
Taki Aap Usame Virtual Machines Create Kar Paye
Virtual Machine Ka Matlab Ek Banavati System Jiske Paas Uski Khud Ki RAM Hogi Khud Ka Processor
Hoga Khud Ki Hard Disc Hogi Agera Bagera
Aur Usi Par Hamein Apni Hacking Ko Test Karne Ke Liye Systems Install Karne Honge

To Aap Window System Ke Bare Main To Pehle Se Hi Jante Honge
But Kafi Log Metasploitable Ke Bare Mein Nahi Jante Hain
To Ab Main Aapko Batata Hoon Ki Yah Kya Hai Aur Eski Hame Kyo Jarurat Hai Apni Hacking Ki Lab Ke Liye

Metasploitable Ek Linux Ka Vulnerable Operating System Hai
Yeah Metasploit Ka Product Hai
Aur Iski Maintaining Rapid7 Dwara Ki Jati Hai
Iske Andar Alag Alag Type Ki Bahut Sari Vulnerabilities Hai
Vulnerabilities Ka Matlab Kamiya
Jinka Use Hum Apni Hacking Ki Testing Ke Liye Lenge

To Windows System Me Virtual Machine Ko Install Karna Koi Mushkil Kaam Nahi Hai
Aap Use Easily Kar Sakte Hain To Yahan Par Main Aapko Metasploitable Install Karna Shikhunga Vmware Main To Chaliye Shuru Karte Hain

To Sabse Pahle Aapko Metasploitable Download Kar Lena Hai
Download: Click Here
Fir Aap Ko Apne System Par Vmware Ko Install Kar Lena Hai
Phir Uske Baad Mein Hum Us Par Virtual Machine Create Karenge
Vmware Install Hone Ke Baad Aapko Use Open Karna Hai
Open Karne Ke Bad Vmware Aapko Kuch Aisa Dikhega Jaisa Ki Aapko Screenshot Mein Dikh Raha Hoga


Fir Aapko Metasploitable Ko Download Hone Ke Bad Extract Kar Lena Hai Uske Andar Aapko Vmware Ke Extension Ki File Milegi Jise Aapko Vmware Me Open Karna Hoga Jaisa Ki Aapko Screenshot Mein Dikh Raha Hoga




File Select Hone Ke Bad Aapko Metasploitable Ko Start Karna Hai Jaisa Ki Aapko Screenshot Mein Dikh Raha Hoga


Fir AapKe Samne 2 Option Aaenge File Ko Move Karne Ke Liye File Ko Copy Karne Ke Liye Tab Aapko i Copied It Per Click Karna Hai Isase Aapki Metasploitable Ki File Copy Hoke Vmware Me Install Ho Jayegi


Fir Aapka Metasploitable Start Ho Jayega Wahan Par Bo Username Aur Password Mangega Tab Aapko Username Aur Password Daal Dena Hai
Username: msfadmin
Password: msfadmin


Jab Aap Metasploitable Mein Password Dalenge Tab Password Screen Par Show Nahi Hoga To Aap Ko Darna Nahin Hai Aapko Password Daal Kar Bas Enter Kar Dena Hai
Fir Aapke Samne Metasploitable Ka Terminal Aa Jayega Usme Aapko Ifconfig Command Deni Hai Jisase Aapko Metasploitable Ki Local IP Pata Lag Jayegi



Ab Aap Metasploitable Ki IP Ke Jariye Apne Hacking Ke Practice Kar Sakte Hain
For Exmple:
Jaisa Ki Aap Website Penetration Testing Kar Sakte Hain Apne Network Pe Scanning Kar Sakte Hain  Vulnerabilities Ko Find Kar Sakte Hain Use Vulnerability Ke Jariye System Ko Exploit Kar Sakte Hain
Agar Aap Windows Ke Liye Payload Ya Koi Script Banate Hain Usko Aap Test Karna Chahte Hain To Aap Ko Apne Vmware Main Windows Install Kar Leni Hai
Is Se Aapke Main PC Ko Koi Nuksan Nahi Hoga Aur Aap Testing Bhi Kar Payenge
Toh Ab Main Aapko Kuch Screenshot Dikhata Hoon Jis Me Aap Metasploitable Ki IP Ko Use Hote Hue Dekhenge


Username: admin
Password:  password





Ab Aap Metasploitable Par Apne Hacking Ki Practice Kar Sakte Hain
Waise Metasploitable Ke Alava Aur Bhi Vulnerable Operating System Hai Jin Par Aap Hacking Ki Practice Kar Sakte Hain
To Aaj Ka Article Aapko Kaisa Laga Comment Karke Jarur Bataye
Aur Aap Mere Youtube Channel Ko Bhi Jarur Subscribe Karen
My YouTube Channel Link    Click Here
My Second YouTube Channel Link     Click Here


Dhanyavad



4 comments:

  1. Namaskar Dosto
    Mera Naam Prashant Asoliya Hai
    To Jaisa Ki Aap Sabhi Logo Ko Pata Hoga Logo Ke Paas Pc To Hota Hai
    But Sabhi Logo Ke Paas Apni Khud Ki Website Nahin Hoti Hai
    Jisase Unhe Apne Hacking Ki Practice Karne Mein Problem Hoti Hai
    Waise Aap Online Websites Ka Bhi Use Kar Sakte Ho Jo Ki Virtual Environment Provide Karati Hain Hacking Ke Liye
    But Kisi Din Agar Aapka Internet Band Ho To Wo Websites Bhi Kisi Kaam Ki Nahin Hai
    Kyun Ki Un Website Ko Use Karne Ke Liye Aapko Internet Ki Jarurat Hogi

    To Aaj Ke Is Article Mein Main Aapko Batane Wala Hoon
    Ki Aap Apne System Par Hi Ek Virtual Hacking Environment Kaise Create Kar Sakte Hain
    Jis Par Aap Apne Hacking Ki Practice Kar Paye

    To Es Ke Liye Aapke System Ki Kya Requirement Hone Chahiye Bo Main Aapko Pehle Bata Deta Hoon
    Minimum 8GB RAM
    I3, I5, I7 Processor
    Minimum 40 to 60GB Space On System
    Agar Aapke System Mein SSD Lagi Hui Hai To Aap Ko Apne Virtual Environment Ki Performance Aur Acchi Dekhne Ko Milegi
    Toh Ab Main Aapko Batata Hoon Ki Kin Kin Cheezon Ki Hamein Jarurat Padegi Apni Hacking Ki Lab Banane Ke Liye

    (1) Vmware / Virtualbox = Yeah Dono Software Hai Jinke Jariye Aap Virtual Machines Ko Create Kar Sakte Hain
    (2) Windows XP
    (3) Windows 7
    (4) Windows 8
    (5) Windows 10 = Windows Microsoft Ke Dwara Develop Kiya Gaya Ek Operating System Hai
    (6) Kali Linux = Kali Linux Ek Linux Based Operating System Hai Jisme Hamein Hacking Ke Liye Bahut Sare Tools Milte Hain
    Kali Linux Installation Video Click Here
    (7) Metasploitable = Metasploitable Bhi Ek LINUX Based Operating System Hai Jis Mein Bahut Sari Vulnerability Hai

    To Sabse Pahle Aapko Vmware Ya Virtualbox Ko Apne PC Par Install Kar Lena Hai
    Taki Aap Usame Virtual Machines Create Kar Paye
    Virtual Machine Ka Matlab Ek Banavati System Jiske Paas Uski Khud Ki RAM Hogi Khud Ka Processor
    Hoga Khud Ki Hard Disc Hogi Agera Bagera
    Aur Usi Par Hamein Apni Hacking Ko Test Karne Ke Liye Systems Install Karne Honge

    To Aap Window System Ke Bare Main To Pehle Se Hi Jante Honge
    But Kafi Log Metasploitable Ke Bare Mein Nahi Jante Hain
    To Ab Main Aapko Batata Hoon Ki Yah Kya Hai Aur Eski Hame Kyo Jarurat Hai Apni Hacking Ki Lab Ke Liye

    Metasploitable Ek Linux Ka Vulnerable Operating System Hai
    Yeah Metasploit Ka Product Hai
    Aur Iski Maintaining Rapid7 Dwara Ki Jati Hai
    Iske Andar Alag Alag Type Ki Bahut Sari Vulnerabilities Hai
    Vulnerabilities Ka Matlab Kamiya
    Jinka Use Hum Apni Hacking Ki Testing Ke Liye Lenge

    To Windows System Me Virtual Machine Ko Install Karna Koi Mushkil Kaam Nahi Hai
    Aap Use Easily Kar Sakte Hain To Yahan Par Main Aapko Metasploitable Install Karna Shikhunga
    Vmware Main To Chaliye Shuru Karte Hain

    To Sabse Pahle Aapko Metasploitable Download Kar Lena Hai
    Download: Click Here
    Fir Aap Ko Apne System Par Vmware Ko Install Kar Lena Hai
    Phir Uske Baad Mein Hum Us Par Virtual Machine Create Karenge
    Vmware Install Hone Ke Baad Aapko Use Open Karna Hai
    Open Karne Ke Bad Vmware Aapko Kuch Aisa Dikhega Jaisa Ki Aapko Screenshot Mein Dikh Raha Hoga

    ReplyDelete
  2. I’ve been searching for some decent stuff on the subject and haven't had any luck up until this point, You just got a new biggest fan!.. USA RDP

    ReplyDelete
  3. You made such an interesting piece to read, giving every subject enlightenment for us to gain knowledge. Thanks for sharing the such information with us to read this... agglutination viewer price

    ReplyDelete

Powered by Blogger.